Wednesday 27 May 2015

Dil ne Aaj ankhon ki nami ko dekhkar kaha....... (Poetic Composition)


Dil ne Aaj ankhon ki nami ko dekhkar kaha,
Naa jaane aaj wo kya gam hai,
jo is kadar tu nam hai,
ji raha tha jinki mastion ke sahare
Wahin aaj umda ye toofan kyon hai....

Dil ne Aaj ankhon ki nami ko dekhkar kaha,
Aahat kyon itna hua, uski baaton se, jisne pyar tujhe beshumar diya,
Pyaar ke imtehaan naa jaane kitne aur aayenge,
Vyarth naa jaane de in motiyon ko,
Unki maala pirokar, phir Ek naya jahan basa....Mere hamnawan!!


                                                      - Truly Yours Roma

6 comments: